Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu.
मैप
का इतिहास (Map ka
itihas):Kagaj
ka pahla map 1820 me bna
aisa mana jata hai! Wah
kagaj ka map jo abhi england ke ek museum me rkha huwa !Bhartiy
bhu-bhag ke lie sabse phle san 1824 me quarter inch!•Is scale me banne
wale maps me pahla map sn 1827 me chhpa aur 1867 me pure bharat
ke is scale me map bna aur pure bharat scale ke
map england me banne shuru hue.hai .ka
map 1867 me bna jise bharat ka atlas(The Atlas of India) kaha
jata tha.
•मैप क्या है ?(Map kya hai): jab kisi jamini ilake ko , kisi kagaj par, kisi nishchit scale me nischit conventional signs ka prayog karte hue ttha jameen ki uchai-nichai(Relief) aur projection vidhi ko dikhate hue chitrit kiya jata hai to use map kahte hai

isi prakar se aap nimn subject ki bhi jankari mere video me payenge.•मैप
का परिभाषा (Map ki
paribhasha)•मैप
रीडिंग का उद्देश्य (Aim
of Map Reading)•मैप
रीडिंग का महत्व (Importance of Map Reading)
Please subscribe like share and my youtube channel
No comments:
Post a Comment