Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu.
is nai video me classification of map se sambandhit jankari di gai hai . agar video pasand aaye to mere channel ko subscribe kare
Map chahe Administrative ho
, Military, traffic ya sanchar ke ho sabhi prakar ke maps ka
classification do adhar pe hota hai.
Classification of Map
is video me aap nimn bato ke bare me jankari prapt krenge :
Classification of map:
1.Scale
ke adhar pe:
- 1.Small scale map: 1/500000 aur usse upar ke chhoti
- scale ki map
2.Medium scale map: 1/500000 se 1/100000 aur usse
upar ke chhoti scale ki
map
3.Large scale map: 1/100000 aur isse
kam anupat jaise
1/50000, 1/63360 aur 1/25000 ki map badi scale ki map
hai
2.Uddeshya ke adhar par:
a. Complete information map
b. Relative information map:
i.Guide map
ii. Road and rail map
iii.Relief map
iv.Educational map
v.Out line map
c.Limited
information map
i.Atlas map
ii.Tactical map
iii.Topographical map
No comments:
Post a Comment