google-site-verification=ThKpPjR5hAeMioc7U1QBiXUw-YYthPgkjQ5Ig3h-nmM

Pages

Friday, March 27, 2020

Map ke technical Terms-I


Introduction:Jaise kisi bhi subject ke training ke dauran kuchh aise terms aate hai jo ki agar un terms ka sahi meaning nahi malum ho to ham us subject ki sahi tarike se adhayan nahi kar sakte hai same kahani map reading ke sath bhi hai iske andar bhi bahut se aise terms hai jinka meaning jane bina map reading ko sikhna sambhaw nahi hai. Isi lie is video  me hm map reading ke kuchh technical terms ka meaning janege. Aise to map reading me bahut se terms hai jinko janna ek video me sambhaw nahi hai islie part wise video hai:
FOllowing Terms will be cover in this video
1.True North

2.Grid north
3.Magnetic north
4.Local magnetic Attraction
5.Compass’s error
6.Degree
7.Magnetic variation
8.Angle of convergence
9.Local variation
10.Bearing
11.Forward bearing
12.Back bearing


Wednesday, March 25, 2020

Conventional sign kaise hote hai

Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu. agar video pasand aaye to mere channel of subscribe kare.

is new video me hm conventional sign kaise hote hai uske ke bare me jankari prapt karege



Sunday, March 22, 2020

Conventional Sign Banane ki vidhi

Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu. agar video pasand aaye to mere channel of subscribe kare.

is new video me hm conventional sign ke bare me jankari prapt karege.

Jaise ki conventional sign ki jarurat kya:

Introduction:Map kisi jameeni ilake ka chhote rup me chitran to hota hai prantu map me itni jagah nahi hota hai ki jameen ki sabhi aakritio ke  hubahu chitr banakar uske nam likh diye jaaye Islie jameen ki aakritio ko map par dikhane ke lie kuch nishchit chinho ka prayog kiya jata hai  , jinki madd se chhoti shaklo me jamini aakritio ko map par dikhya jata hai 

1.Conventional Sign ka paribhasha: Survey of India dwara nischit kiye gaye un nishano ko convenstional sign ya rudhi chinh kahte hai jinki madad se kudrati ya banawati aakritio ko map pe dikhaya jata hai .
2.Type of convention sign
(i) Survey Sign : survey department dwara nishchit kiye gaye   un nishano ko survey sign kahte hai jinki dwara jamin ke   kudrati ya banawati nishan map pe dikhaye jate hai
(ii) Military Symbol : sena mukhyalay dwara nishchit  kiye   gaye un nishano ko military symbol kahte hai jinke dwara   sena sambandhit suchnaye map par dikhai jati hai. Ye gopniy   hoti hai.
Method of making conventional sign.

iaakriti Banake
i.Pade rukh me :pade rukh me conventional sign usi rup me banaye jate hai jis rup me wah uchai se dikhai dete hai !jin jamini nishano ko pade rukh me banaye jate hai we hai : Road, railway line, river, canal, jheel, city, village yad
ii.Khade rukh: is vidhi me conventional signs aise rup me banaye jate hai jis rup me jameni nishan samne se dikhai dete hai . Jin jamini nishano ko khade rukh me banate hai we hai : church, tomb, idgah, temple, pagoda mosque.
iii.Samany rukh:sadharn rup me conventional signsaisi sakhl me banaye jate hai jisse un nishano ka bhaw prakat hota hai jaise do tslwar se ladai ke maidan! Jin jameni nishan ko is vidhi se dikhaye jate hai we is prakar se hai : katai, bharai, embarkment, surang .
ii.Diagrams bana ke : is vidhi se un jamini nishano ko signs banaye jate hai jinki aakriti aur banawat ek jaisi hoti hai. Kuchh jamini nishan ki aakritiya banakar unke sath sath nam likh dete hai jaise – chimni, khan dwar, yadgar! Kuchh conventional signs english ke capital letter se dikhaye jate hai jaise PO(post office), RH(Rest House),PS(Police station)DB(Dak Bunglow)IB(Inspection bunglow) etc.
iii.By using color:kuchh jamini nishan rang bhar ke dikhai jate hai ! Rango ka prayog is prakar se kiya jata hai jisse ki us nishan ka bhaw ya matlab pta lag sake jaise pani ko nile rang, kheti ko pile rang, pahadi ko ko bhure jangle ko hare rang hospital ke lal cross khali kuwe ko kewal circle aur pani se bhare kuwe ko circle ke andar blue rang bhar kar dikhate hai !4. Conventional signs of the basis of scale
i.Map ki scale ke anusar:kuchh jamini nishan map ke usi scale ke anusar banate hai jis scale me map hai jaise village, city,river,dam etc.
ii.Map ke scale se bada banake: Kuchh nishan jo ki bahu t hi chhote akar ke hote hai unhe bada kar ke bdikhaya jata
Conventional signs ka size: aam taur pe conventional signs 4 x 4 millimeter hota hai . Kuchh conventional sign 2 millimeter chaurai se dikhaye jate hai jo ki lambe rukh me hote hai jaise Road, nahar aadi, inki lambai nischit nahi hoti hai .
6.Military symbol:Military symbol char prakar ke hote hai:
1.Troops se sambandhit
2.Arms sambandhit
3.Saman sambandhit
4.Field fortification sambandhithai 

Saturday, March 21, 2020

Map’s outer information

Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu. agar video pasand aaye to mere channel of subscribe kare.


Map’s outer information

Is video ke andar aap map ke outer information ke bare me jankari prapt karernge  jo ki is prkar se hai 

1.Map’s heading
2.Map’s sub heading
3.Year of Survey
4.Name of Country
5.GSGSNo
6.Edition
7.Map sheet No
8.Situation of North
9.Conventional Sign
10 Map Sheet  index

11.Scale
12.Contour Interval
13.Reference
14.Copy right
15.Cost of map
16.Gridded

Classification of map

Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu. 

is nai video me classification of map se sambandhit jankari di gai hai . agar video pasand aaye to mere channel ko subscribe kare

Map chahe Administrative ho ,  Military, traffic ya sanchar ke ho sabhi prakar ke maps ka classification do adhar pe hota hai.


Classification of Map

is video me aap nimn bato ke bare me jankari prapt krenge :
Classification of map:
1.Scale ke adhar pe:

  1. 1.Small  scale map: 1/500000 aur usse upar ke chhoti
  2. scale ki map
2.Medium scale map: 1/500000  se 1/100000 aur usse
upar ke chhoti scale ki map

3.Large scale map: 1/100000 aur isse kam anupat jaise
1/50000, 1/63360 aur 1/25000 ki map badi scale ki map
hai  
2.Uddeshya ke adhar par:
a. Complete information map

b. Relative information map:
 i.Guide map
ii. Road and rail map
iii.Relief map
iv.Educational map
v.Out line map

c.Limited  information map
i.Atlas map
ii.Tactical map
iii.Topographical map

Friday, March 20, 2020

What is Map? aur map ka itihas?

Friends, maine yah ek new blog start kiya hu jaha par mai mai reading se sambandhit jo post hai ya mere dwara banaye gaye youtube video ki jankari yaha pe share karuga.usi series me mera ys pahla video hai jaha pe mane map reading se sambandhit nimn subject ke upar detail se jankari share kiya hu.

मैप का इतिहास (Map ka itihas):Kagaj ka pahla map 1820 me bna aisa mana jata hai! Wah kagaj ka map jo abhi england ke ek museum me rkha huwa !Bhartiy bhu-bhag ke lie sabse phle san 1824 me quarter inch!Is scale me banne wale maps me pahla map sn 1827 me chhpa aur 1867 me pure bharat ke is scale me map bna  aur pure bharat scale ke map england me banne shuru hue.hai .ka map 1867 me bna jise bharat ka atlas(The Atlas of India) kaha jata tha.
मैप क्या है ?(Map kya hai): jab kisi jamini ilake ko , kisi kagaj par, kisi nishchit scale me nischit conventional signs ka prayog karte hue ttha jameen ki uchai-nichai(Relief) aur projection vidhi ko dikhate hue chitrit kiya jata hai to use map kahte hai

isi prakar se aap nimn subject ki bhi jankari mere video me payenge.मैप का परिभाषा (Map ki paribhasha)मैप रीडिंग का उद्देश्य (Aim of Map Reading)मैप रीडिंग का महत्व  (Importance of Map Reading)

Please subscribe like share and my youtube channel